Sawaari par sawaar hone ki dua
Dua Upon Boarding a Vehicle
Subhanal-lazi sakh-khara lana haza wa ma kunna lahu muqrinin. Wa inna ila Rabbina lamun-qalibun.
Tarjama

Paak hai woh zaat, jis ne is sawaari ko humaare qabze mein de diya, warna hum is ko apne qaabu mein karne waale na the aur bila shuba hum ko apne rab ki taraf laut kar jaana hai.
Meaning

How perfect He is, the One Who has placed this (transport) at our service and we ourselves would not have been capable of that, and to our Lord is our final destiny.